Sadak pr agar kankad hi kankad ho to b acha juuta pehnkar us pr chala ja sakta hai,
Lekin agar ek ache juute me chota sa b kankad ho to saaf sadak pr b kuch kadam chalna mushkil ho jata hai.
.
Moral : Insaan bahar ki chunotiyon se nahi, apni ander ki kamjoriyon se harta hai.
No comments:
Post a Comment